How to create a facebook group in hindi ? Facebook group kaise bnaye ?Dosto aj ke blog me ma apko btaunga ki ap kase apna facebook group create kr skte hai, or facebook group kya hota hai to chlye shru krte hai hmara aj ka blog.

What is facebook group?
facebook group me ap bhut se logo ko add kr skte hai or apne group me kush b share kr skte hai  isme ap blogger ke article ya youtube videos ko b share kr skte hai jisse apke views b bdege or views bdne se apki earning b double ho jayegi


How to create facebook group?
facebook group ko create krne ke liye sbse pehle aap facebook ko open kr le

facebook open krne ke baad apko wha pr ak create ka option milega apko create pr click krna hai or create pr click krne ke baad apko wha pr ak Group ka option milega ap group pr click kr de

uske baad ap apne group ka jo b naam rkhna chahte hai use ap group name pr likh de or agr ap is group me apne friends ke add krna chahte hai to ap add some people pr apne friends ki id likh kr unhe is group me add kr skte hai 

aap chahe to unhe baad me b group me add kr skte hai

agr aap chahte hai ki apka group ko koi dekh na paye to ap private pr click kr skte hai lakin agr ap chahte hai ki apke group me bhut sare log add ho to ap public pr click kr skte hai 


Conclusion

dosto is blog mai maine apko btaya ki ap apna khud ka facebook group kaise bna skte hai or agr apko blog acha lga ho to ise apne friends or family ke sath share jrur kre